Lockdown me sab badal gaya
Date: -05 May 2020
Time:-12:45 PM
Rishton ki Doori
"Mujhe laga tha lockdown me sab sath honge to khushi hogi pr yahan to dooriya aur badh gayi. Ghar me sab hai pr koi kisi se baat nhi karta, bas TV pr crime chalta rehta hai. Jab main room me bulati hu ki kuch baat kare to gussa milta hai. Sabse jyada dard tab hota hai jab wo bolte hai 'Tum karti kya ho?'. Poore din ki mehnat ek pal me mitti kar dete hai. Mansik dard sharir ki maar se bada hota hai pr ye koi nhi samajhta."
Comments
Post a Comment