30November 2020 - Do Bachchon ka Bojh aur Wo Akelapan

Date 📅:-30/2020

Time:- 1:13 AM

 "30 November 2020: Aaj diary likhne ka bhi waqt nahi hai. Donon bachche din-raat mera sath mangte hain, ek ko sambhalti hoon toh dusra rone lagta hai. Itni thakaan hai ki sharir toot raha hai, par kaam ke chakkar mein thoda aaram bhi naseeb nahi hota.

Sabse zyada dukh tab hota hai jab aapki taklif kisi ko nazar nahi aati. Is halat mein jab aapko sabse zyada madad ki zarurat hoti hai, tab bhi aapko akela hi ladna padta hai. Lagta hai jaise main sirf ek machine hoon jise bas kaam karte jana hai...

"

Comments

Popular Posts

Khwab Udaano Ki – Dard Se Jeet Tak Ka Safar

Day 67: Meri Khamoshi ka Gunaah aur 10 Saal ka Hisaab

Day 37: Sapno ki Udaan aur Baba ka Saath