[08 January 2021] –Thand aur Thaka hua sharir
Date ๐ :-8/2021
Time:-12:54 PM
"Meri pyari diary,
aaj subah se hi kamar mein bahut dard hai. Itni thand mein bacchon ke kapde dhona aur ghar ka saara kaam... sharir ab jawab de raha hai. Par yahan rone ka bhi hak nahi hai. Agar thoda sa bhi chehra udas kar loon, toh sabko lagta hai ki main 'nakhre' kar rahi hoon. Diary, kya 27-28 saal ki umar mein itni thakan honi chahiye? Kabhi-kabhi lagta hai ki main apni umar se bahut pehle hi budhi ho gayi hoon."
Comments
Post a Comment